mai sahiwal board se bahawalpur board jana chahta hun us k liye mujhy n.o.c bawany ko kaha gya hai .masla ye hai k mai ni chahta k mai bahawlpur se sahiwal k chakr kat,ta rahun .is liye mujhy bta den k kya kya document le jaun apne sath. Result card , pics or kya kya