Assalam O Alaikum
Dosto kisi waja sy tamaam hard disk ko format karne para, jis sey tamaam data lost ho gaya.
Ab aisay software ki talash hai jo k hard disk ki tamaam drives ka data 100% recover kar day wo bhi kam sey kam time main.
Aap ki bohut meharbani hogi.