Asslamoalikum. Main apny laptop ki window karny laga to main ny jab c partition ko delete kar k new banaya or jab window karny laga to window hoe e nai to kya ab kuch ho sakta hy ? Bazar waly kah rhy hain k hard kharb ho gai hy. baki 2 drives main important data hy.......... to is ka koi solution hy ? k window ho jay dobara ? window 7