mara pas dell gx 280 .dsktop ka system he..normal machine.yane slim machine nahe he..

iska board khrab ho gaya tha...mana repair karaya he bt stl khrab he wo...

ab ma ya chah rhe hon ka kam khrch ma isko thk krwa lo...lakin is ka lya apke rae darkar he....

kindly guide kar dan ka naya borad lana chahya ya systm change kar lon....
plus ya bh bata dan ka board khradete wqt ya kasa pata chala ga ka wo naya ha ya repair he...

ya bh bata dan ka iska board agar lon to kitne ka ayaega.....