Meray pas 25 minute ki 2 videos hain main un main apna 1 ticker chalana chahta hon jaisay channel pay nechay chal raha hota ha waisy he video main apna text likhana ha tiker chalana ha plz any expert batain software be registered chahay aur detail say batain Plz wo bta dain kaisay kariny gay phlay be kafi software use kiy par sahi tarha laga nahin saka main transperent be text karna ha jis tarha channel py wo video k centre main dondhala sa samaa tv likha hota ha ya geo news ka.
i m w8ng