Assalam Alaikum dostoun
Main ptcl 4mb connection main 1 ya 2 router use karna chahata houn ta k range barh jayai or building kay baqi users bhi distribute kar sakain.......
PTCL KI MODEM DEVICE WIFI ENABLED HAI JO KAY TENDA KI HAI W150D MODEL HAI....
MAINE IS KO AIK LINKSYS K ROUTER SAY BRIDGE MODE K ZARIYAI CONNECT KARWAYA HA...... CHALA TOA SAHI PAR AKSAR PTCL KA MIAN ROUTER NAHI CHAL PATA HALANKAY IS K ZARIYAI SAY JO LINKSYS KA ROUTER HAI WOA CHAL RAHA HOTA HAI......
MAIN YAI CHAHATA HOUN KAY KUCH AISA HO JAYAI K
1) DONOU ROUTER SATH CHALAIN
2) NETWORKING BHI HO JAYAI IN K DARMIYAN PC'S KI
3) OR AGAR LAN PORT SAY BHI KOI PC CHALAYAI JAYAIN TO IP'S CONFLICTS NA HOUN
YA AGAR ACCESS POINT SASTA WALA JO 1500 KA TENDA KA HAI WOA LAGWA DOUN TOA KOI MASLA TO NAHI HO GA RANGE BARHANAY KAYLIYAI?
AGAR KOI USER IS BARAY MAIN KUCH GUIDE KAR DAY YA KOI AISA TARIQA JIS SAY MAIN BAQI USERS KO NET PROVIDE KAR SAKOUN ROUTERS KI HI MADDAD SAY TOA BARI MEHARBANI HO GI
SHUKRIA..................
Bookmarks