salam

yar mere pass toshiba l500d series ka latop hai

mai ny abhi is mai installation kia , issue yeh aa raha hai

is ny wifi ka driver to install ho gai hai or wifi ka icone bhi bana aa raha hai

likn signal catch nahi kar raha wifi pr cross ka nishan aa raha hai

jab k installation se pehly wifi sahi chal raha tha

kisi ko pata hai k kia issue hai ?