ALLAH ki apny
bandon par 3
inayaat. 1. Gandum aor
Anaaj mein kiry
paida kar diye,
warna insan ise
sony aor chandi ki
tarah zakhira kar leta
aor log bhooky
mar jaty 2. Mot k baad
murdy
k jism mein bad’boo
paida ki warna koi
apne pyaro ko
dafan na karta 3.
Musibat k bad ahl-
e- khana ko sabr o
sakoon diya warna
un ki zindagi kabi
khushgawar na hoti
“Aor tum apny Rab
ki kon kon si Ne’mat
ko jhutlaao gy”.



«♣» QabøøLaNî «♣»