sallam bro yaar muge us naam ka virus ne bara tang kia hai ( Win32/Autorun.JO wrom ) yaar main kia karon pc bhi scan kia kar par nahe ja raha mera pc thori dar main hang ho jata hai mane NOD32 sai sacn kia hai us ko koi bhai meri help kary koi hall bataio yaar zara jaldi