A.o.A Mujhe ek bat ki abi tak samajh nai aye hai ke hum jab ek website bnana chahte hain to hum kisi dousri website ka sahara lete hain. Our domain ke lye bi madad lete lete hain. Kya hum apni khud ke site nai bna sakte hain kisi outside help ke bagair our hum khud domain kyun nai bna sakte. Is ki main reasn kya hai mujhe btain . Ke hum kyun nai bna sakte hain. Agar mumkin hai to kis trah plz