Assalam-o-Alikum janab masla ye k hamare Dr. Sahib k computer k sath masla ye he k unka computer jab start karo tu Welcome screen par aa kar ruk jata he phir aagay nahi barhta kabi tu chal jata he lakin kabi kabi Welcome se aagay nahi jata phir restart karna parhta he plz help me.

Noman Shaikh
0345 8004853
noman_unus*************