Yar ma usb bootable bnana chata hn aur ma power iso per try kar raha hn muje koi ye btaya ka jab usb lga kar windows ki files ko extract kiya jata ha to us ka bd usb bootable bn jati ha ya khuch aur be karna parta ha agar koi screnshot da skta ha to thanks warna thori waisa he help kar de