sir kia kohe mujhe bata sakta hai k vpn kia hai our yai kesai kaam karta
our es ko set karne ka mukamal tarreqa bata dain to app ki marbani ho gi.
darasal mere 2 office hain eak karachi main our dosra sadiqabad main dono system ko eak dosre k sath conict karna chahta hoon kia aisa ho sakta hai.