salam
jee mara net cafe hay main phalay netcable istamal karta tha laykin main main modem use kar raha hoon sharing ka to mojay pata hay k caban main kasay hoti hay laykin main apnay main pc par net conact kar k caban main bi net chalana chata hoon kia karoon .