Salam g. Me ne kal lcd wala ak computer lia hai jab usay on krta hun to wo on ho kar foran off ho jata hai qariban 15 mint aisa hota hai phir on ho jata hai me ne jis se lia woh isay use kabi kabar krta tha woh kehta hai is liye aisa ho raha hai kia koi bataye ga k q off ho jata hai or is ka kia hal hai? Thanks in advance