mere pc main win 7 instal hai or up date bhi hai.kia jo up date download hoi hain in ko save kiya ja sakta hai take agar dobara window instal karoun to us ko up date na karna pare.net se up date karna bhi aek masala hai load shading ki waja se
please agar koi tareqa hai to bata dain
thanx