Asalam.o.alaikum dear brother

main window7 use kar raha ho aur us main avast anti viruce kiya hoa hai jab be main koi usb ya phir koi memory card lagata ho tu us ko scan karne ke bad jab open karta ho tu koi be file nazar nai aati plz is ka koi hal batayen advence main sab ko thanks