A.O.A
Dear members maine DSL share kiya huwa hai main chahta hun k adha MB mere sath jo share hai wo use kar sake aur adha main . kiyun k hum main se koi aik downloading karta hai to slow ho jata hai. es liye aghar adha hoga to thik rahega.