main auto cad ki tranning layna chata ho kya aap mari madad kar saktay hany mujy auto cad kafi had tak aata hay mgar kuch mushkil commands kay bary main janna chata ho e.g. auto cad ki drawing ka page tital kaysy dya jata hay maslan drawing kis chiz ki hay awr company ka nam kya hay, eng. kon hay, drafter kon hay e.t.c.

thanks with best regards

Mumtaz Hussain