aghar muslman ho to sharam karo as tarha k baat karty hoe.
Beshak Allah janta tha k farun eman nahin laega to hazart musa sy kewn farmaya k os ko islam ke dawat do?
Keya Allah ko ye ilam nahin tha k farun eman nahin laega?
Har wale waqe a sy ye maqsad tha k munafaq jo apne kofar ko chhupate dy wo zahir ho gae.
Aghar hazor pahly khabar daty k haar kahan hy to munafqun k kofar ka pata kase chalta.
Bookmarks