Koi bhai mujey bata sakta hai k email k zariye 20mb se zyada data kaise send kiya ja sakta hai??? Main jab send krta hun too likha hua aata hai 20mb se zyada send nhi ho sakta. Magr mujey ek friend ne 450mb ki file beji thi.