Mere aik hi cell main text bhi hai or numbers bhi lekin jab bhi main sum karne jata hun wo text ki waja se total nahin deta to ap mje batayen main left ya right ka konsa formula kaise lagaun ke wo total dedey mje formula ka method nai samajh araha ... Mera data kuch yun hain

5000 paid
4000 paid
3000 paid etc