please meri koi help karo main ne naya pc liya hai avi 16 din hoay hain aur aur pta nai kya msla hai disk nai chal rai hai..koi bi new bi chek ki hai ..nai chalti kya ap muje bta sakty hain k kya msla ho sakta hai ? Kya kharab hai