Assalamu Alikum janab,
bhai jan kaise hain app, Allah tala apko hamesha khush hi rakhee, Ameen!, bhai problem ye hai k meri drive C or D dono men aik folder ban gaya hai autorun.inf ka or ye delete bhi nhe ho raha kisi bhi tareeqe se or ye dono hi jaghoon se deltee nhe ho raha hai, or iske sath sath mein task manger ko chak karoon to waha rundll32.exe kee buhat saree process chal rahee hotee hain, or mera sytem buhat slow ho jata hai, mere pas NOD antivirus hai or us se mein 2 baar scan karwa chuka on magr kuch howa nhe, waise normal chalta hai magar jaiase hi wo rundll32.exe ke process chalte hin to ye batih jata hai, agar koi is maslee ka hall hai to plz bataeen jaldi se, thanks for thsi,