salam dosto kya hal hai sab ka kya koi bata sakta hai ke online education i mean main ab 9th class chore kar ab kuwait main aa gya hoo par main parna chahta hoon kya internet pe 9th10th clear karne ki sahulat hai agar hai toh plzz mujhe us site ka naam bata den plzzzz....