plzZ mujhy batain ye kea ho raha hai main jab bhi urdu main posting karta hon to kabhi kabhi urdu main ajata hai lakin zeyada tar aheeb alfaz likhy hoty jo k screen shot main dekh sakty hain hain plz batain ye kis lia ho raga hai