Hello Guys

Afridi Bhai nay ye Tutorial Shear kiya tha Urdu Tutorials K Operating Systems main

http://www.itdunya.com/showthread.php?t=367

lakin masla ye hai k main nay ye try kiya tha lakin kaamyaab nahi ho saqa
kya koi is k baray main kuch bata saqta hai

main nay ye try kiya or meray paas ye chel raha hai lakin jub main ye link kisi orr ko deta hoon to ye wahaan nahi chelta PLZ hlp