Salam doston,

kia koi mujhay bata sakta hai k mujhay "HAJJ" ki mukamal maloomat kahan se mil sakti hai 2009 k Hajj k liye aur sirf "UMRA". yani uss par kitna kharcha ho ga aur un k Rules regulation kia kia hain.

plzzzzzzzzz agar kisi ko maloom hai to bataein

ap sab ka shukria.

ap ka bhai

zahid ali