Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo,
Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo, Sitam karna hai karo par itna na karo!
Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo....