Dosto kya aap apne Android Smart Phone se
Computer me Internet chalana chahte hai..??
Agar haa..to aaj ki ye post isi topic par
bassed hai =>. Android Phone aajkal aam
bat ho gai hai. Aajkal har kisi ke pass ek
Android Phone hota hai. => Aise me agar
aap apne Computer main Internet chalane
ko lekar paresan hai to is Post ko pura
padhiye… => Is Post me, Main apko
bataunga k kaise hum apne Android Phone
ko Computer se Connect kar ke Internet
chala sakte hai. => Android Mobile Se
Computer Me Internet Kaise Chalaye => Step
1 – Sabse pahle apne Android Phone ko
USB ke dwara Computer ya Laptop se
Connect kare. => Step 2 – Apne Mobile ke
DATA ko On kare aur check karle ki Mobile
me Internet thik se khul rhi ho. => Step 3 –
Ab Setting me jaye. Aur Wireless & Hotspot
par click kare aur Thethering & portable
hotspot me USB Tethering Option par click
kar ke Enable kar de. Thethering & portable
hotspot USB Tethering => Step 4 – Ab aap
dekhenge ki apke Computer ke Desktop me
Left Side ke niche ek sign aa rha hoga. => Is
sign ka matlab apka Internet Connecting
Proccess me hai… => Jab Apka Internet
Connect ho jayega to ik sign dikhega… =>
Ab aap apne Computer me Internet khol kar
dekhiye apka Internet khul rha hoga….Enjoy !