salam all memebers mery pas samsung glaxy s4 i1905 hai aur masla ye hai ke jab mene ye cell lya ye already rooted tha mene.iska software dobara krwaya phir mujhe update aie thi kitkat 4.4.2 ki phir jab mene wo install kr dya to foran lollipop 5.1 ki update aie mene wo update ki to mera cell kitkat se lollipop ho hogaya aik mah use krne ke bad battery timing 4 ghante se 2 ghanty ho gai aur bech me cell kbi kbi auto off hojata phir on hokar phir of ho jata tha mein jab battery ke terminal ko lab lagata tha to on hota tha nai to phir foran of ho jata kuch din tak aesa raha us ke bad mene new battery li 2 din cell timing achi dene laga aur bech me cell of bhi nai hota tha but 2 din ke bad cell auto of hota raha ab me tang agaya hon lab laga laga ke battery ko koi hal btain plzz agar koi real me expert hai to pls mera masla hal krain battery 70% pe hoti hai phir bhi cell of ho jata hai phir lab lgani prti hai mene cell chek krwaya kehty hain cell me koi masla nai to bhaio ap koi helpp karain thankssss fast plsss helppp