yar kia mian apny moniter ko kisi software se touch screen bana sakta hoon?? kis software se ho ga. jesy mobile ki screen ko touch karny se mobile se kaam ya sms kia ja sakta hay ussi tarha kia mian apny moniter par kaam kar sakta hoon. plz tell me k ya sab kesy ho ga ???