assalam alikum freinds main yaha ki experts ka buht shukria ada karta ho in logo se buht kuch sikhny ko mila ab mere ye promblem hai ki main video par koi gana laga ki ya video cutter py acha scene cut karky upload karta ho to youtube ki tarf sy copyright aty hai main kia karo ki ye na aye ya any ki bad drust karo main to ek tarah ki buht se videos youtube pi daikhta ho e.g main humsafar epi 2 search karta ho to buht se channels ki episode milty hai plz koi help kary