aslam o alikum mera pass samsung galaxy alpha phone ha us ka back camera ka result kharab ho gaya ha scrtach a gaya ha main na ak video dakhi ha tothpaste use kar ka thek kiya ja sakta ha main na ya pata karna ha ka yah solution thek ha k nahi agr koi or solution ha to plz jaldi bata dain