Assalam-o-Alaikum


Mere paas kuch clients aise hain jiinkay paas yeh problem aa rhi hai...User jab apni I.D or Password se login hoota hai to D ya kisi bhi drive main rakhi hui koi bhi file delete nahi kar sakta even k weoh file us ne khud hi create Q na ki hui hoo Error Yeh aata hai

CANNOT DELETE .......ACCESS DENIED

MAKE SHURE THE DISK IS NOT FULL OR WRITE PROTECTED AND THAT THE FILE CURRENTLY IN USE..


Jab k na to woh file use hoo rhi hooti or nahi Read Only hai or na kuch or, e.g word excell Jab ka Administrator se login hoo to woh file dele hoo jata hai....Jab k Us user p koi policy bhi nahi hai or tama users ek hi policy main rehtay hue banay hain maine....Domain / Active Directory & DHCP enviornment hai...


Please Help me.....Urgen