Lyrics
Ham ne kia jab pyar aisi pyar me
kayi maar k manka toot gaya
.
Lakh hamen dil ne samjhaya un
ki gali mat jana :
ham ne dil ki ak na mani par
gaya dandy khana
:
zalim tha dildar jis k samny
khayi maar k manka toot gaya :
qabar e majnu par kisi ne ja k
pocha Ye sukhan
:
yad e laila tujh me baqi ab bhi
hai o khasta tann? ;
aah thandi bhar k bola hai jigar
munh se kafan
:
laila se ik baar kia tha main ne b
thora pyar k manka toot gaya :
jo main pagla janta pareet ki Ye
dukh hoy ary nagar dhandora
peet'ta
:
pareet kary na koi :
jis k pyar me ham ne logo apni
jan jalayi
;
ghairon se pitwaya us ne
sharam na us ko ayi :
ban gayi jeet b haar ham ko
mehnga para deedar
:
haaye manka toot gaya