Alaikom o Alaikom

Salam k bad arz ye hai k main kafi sharminda hn k main kafi arsy se koe post nahi kar pa rha hn waja yahi hai k bas zindagi main masroofiat itne hogai hai k bas ab dehan he bahut kam rehtha hai computer ki tarf

Or shadi k bad to insan waisy ziada zimedari wala hojatha hai. Mere b yahin 2 waja hain

Jis k liye main mazrat khawan hn

Ab aty hain main point per wo yeh k

AdSense Kya hai or es k through earn kaisy kiya jatha hai or YouTube channel se kaisy es ko connect kiya jatha hai

Or YouTube k channel ji apni marzi ki short link kaisy banai jathi hai..

Kindly es barain kisi ko jitne b malomaat ho share karain


Thank you All of you itd frenz


Waiting positive response