salaam
main abhi abhi net se yahoo msnger 9 download kiya hai jiska size 14mb hai ab main isse dobara download nahin kar sakta kyon k mera net slow hai plz main yeh file kounse software se open karoon agar koi bhai bata de file ki pic attach ki hai maine aur jab double click karta hoon to jaisa hota hai woh pic bhi attach ki hai main koi bhai bata do na plzzzzzzzzzzzzzzzzzz
ALLAH HAFIZ
Bookmarks