Assalam-o-Alaikum dooston
mayra masla yay hai kay main ps2(play station 2 )ki games pc par khaylna chahta hoon kya app main say kisi kay pass is ka emulator ya software hai to plz mujhay dya day
allah hafiz reply ka intezar rahay ga