salam
how are all?
i hope all will fine.....
main aaj aik masalay ke sath azir ho .....
mera masla ye hai ke merey sath 3 sim hai paktel mobilink our ufone main is ko magic sim main write karna chahta ho lakin mujey tareeqa nahi ata agar aap main se kise ko ata hia to plez share it,,,
wasalam
ur bahi lucky