sab hi dosto ko salam may nay 1999 may inter kiya tha phir agay study continue nahi kar paya kya may ab b.com part 1 may addmission lay kar apni study continue kar sakta hoon plz expert jawab day ......