ASA kaise ho dosto. dosto kai dafa aisa hota hai ki hum kisi drive ko format nahi karna chahte lekin by mistake hamare se format ka option press ho jata hai.fir hum usko beech men hi cancel dete hai.jisse ye msg ata hai."the disk in drive g is not formatted".aur hum apne drive ko open nahi kar pate.to dears kya iska ko hal hai jisse hum us drive ko open kar saken.