Assalam-o-Alaikum,

Doston main Cable Net use kar raha hun jab main apne system mai Net Cable plug in karta hun to yeh Error aata hai....

Name:  Windows XP - This connection has limited or no connectivity copy.jpg
Views: 529
Size:  14.9 KB

aur jab wohi cable mai Laptop mai lagata hun to net local area connectivity show karta hai.... mujhe samajh nahi aaraha hai yeh masla kiya hai... kuch din pehlay essi system mai net sahi chalta tha par ab yeh limited connectivity ka error day raha hai.... koi dost bata sakta hai k akhir problem kahaan hai???