kya koi bata sakta hai k main apna samsung mobile pai phone lock kaise khatam kar sakta hoon kyo k maine galti sai laga deya tha aur ab main bhool gaya hoon aur mobile off ho gaya to ab on karta hoon to welcome screen par he lock code mangta hai phone pura on nea hota warna main khud he reset kar daita

to plz maire koi help karo aur mujhe batao k main wo lock kaise unlock karo