Assalam-o-Alaikum ITD Members

Mera masla ye hai kay main jab bhi apnay PC par koi bhi game khailta hon to kuch dair baad PC ki hard achanak band(off) ho jati hai...aur is tarah PC bhi band(off) ho jata hai...
Waisay sara din agar koi game na khailain to PC thek chalta rehta hai...

Kia koi bataye ga kay ye kia masla hai...?

Aap kay replies ka intizar rahay ga