Assalam-o-Alaikum
Kya Haal Hai sab members ka main ek sawal pochna chahta hoon wo ye ke maine adsense ka account banaya tha jo ab disabled ho gaya hai mian ab dobara account banana chahta hoon is ke liye mujhe kya karna pare ga main apne naam se dobara apply to nahi kar sakta kya main apne father ya brother ka naam de sakta hoon or haan main apna wohi wala address de sakta hoon jo maine pahle accout main diya tha.

kya main dobara us system se apply kar satka hoon jahan se main pahel bane hoa hoon yani main jis system se appna adsense account chek karta tha.

ya main kisi net cafe se ja kar apply laron.


kya koi mujhe is ke bare main detail se batae ga ke dobara adesnse main apply karne ka kya tarika hai or is main kin cheezon ka khyal zaroori hai.

i will be very thankful to u.