Salam!
Mene 1 Month Pehle P4 Lya Tha Abhi Tak To Bilkul Sahe Chal Raha Tha Last Week Se Kafi Problem Arahe Hai Kabhi Kabhar Khud Ba Khud Restart Hojata Hai Aur Jab Koi Bare File Copy Karo To PC Bht Hang Hojata Hai Aur Aksar Restart Hojata Hai Task Bar Aur Regedit Kholo To Dissabled Kar K Likha Ata Hai Aur Kch Software K Setup Install Horahe Hai Kch K Nahi Aur Bht Se Program Bhi Open Nahi Horahe Mene 2 Dafa Pori Hard Disl Format Mar K Bhi Chk Karlya To Kch Fark Nahi Para Phir Scandisk Chalane Per Pata Chala K Badsectors Hai To Seamap Se Badsector Bhi REmove KAr Dye Phir Se PArtition Banaye Per Ab Bhi Wohi Prob Hai Restart Hona TAsk Bar Aur Regedit Dissabled Hai Koi Kch Program Khul Rahe Hai Kch Nahi Aur Antivirus To Koi Aik Bhi Install Nahi Horaha 5 Se 6 Antivirus K Setup Chalaye Kch K Setup To Open He Nahi Horahe Kch K Installation K Beech Me PC Restart Horaha Hai Aur Kch Me Setup Failed Likha Arha Hai..
Plzz Koi Mjhe Sahe Guide Kare Aur Bataye K Kya YE Mere Hard Disk Ka Masla Hai??
Thanks.......