IRAQ bhi isi terha kay daway kerta tha ...mager hoa kia aap bhi jantay hai......
Pehlay zamini haqaiq ko dekhay ....
awam mai Itihad ki zarorat hai ..hamari ARMY tada'ad mai aik ARAB ki kio na hojay ...besioo Missle or ATOM BOMB hi kio na hoo......
mager jub tak awam mai Itihad nahi hoga......sab baykaar hai
ittihad ki bohot zaroorat hay is waqt balke har qawt.mulk ke andar bhee aur tamam muslim mumalik main bhee.laikin is main ziada kaam kharab kuch aalim hazrat ne kiya pata nai wo kiya chaty hain.
doosra taliban ki taraf se awam ki taraf kab dosty ka hath bara hay ke awam ne aagay se jawab nai diya.aik banda aap ko maarne ke chakkar main ho tou us se dosty kon pagal kare ga.