mainay apnay PC mai pehlay wali hard disk jis mai windows intall hai ke saath aik aur harddisk slave mai lagaee thee.. Pehlay to PC theek kaam kerta raha tha per ab iss mai ik masla aaya hai ke slave wali harddisk ager lagee ho to PC ON he nahi hota, start mai sirf BLACK screen aa jatee hai aur kuch nahi hota..
aur jab slave wali harddisk ko remove ker ke PC ko ON keroon to PC theek kaam kerta hai.. ager slave wali harddidk mai bad sectors aa gaye hain to un ko kaisey remove kia ja sakta hai.. kyunkay jab ye wali harddisk lagao to PC ON hee nahi hota.. please meri help kerain....