Mera masla yeh hai k mai jab koi be paper scan karta hoon gto uss ka size bohat bra hota hai, yani jpeg format may scan karany k bad uss scan ki size 700 kb say opar hoti hai. Oor aksar mujay in scans ko email karana parta hai. jo size bara hony ki waja say bohat waqat lata hai.mai ass kon sa software istimal karoon jis say apnio scans ka size kam karsakoon. please help me.